Header Ads

The Major Signs of Qayamat in Urdu according Hadith

When will qayamat come according to Islam? What will happend on the day of qayamat (judgement). This type of questions are widely search on Internet. When will qayamat come? no one know about it but ALLAH. According to some hadith of Prophet Muhammad (S.A.W) I am publishing some major signs of qayamat (The day of Judgement) below.

The Major Signs of Qayamat (The Final Day of Judgement)


  • Mard (Male), Mardon Se Or Aurten (Female), Aurton Se Jinsi Lazzat Hasil Karen Gey.
  • Masjido'n K Ahatey Alishaan Banaye Jaen Gey or Unchey Unchey Mimber Rakhey Jaen Gey
Ref: Kinz-ul Aamal


The Major Signs of Qayamat (Ki Nishania) in Urdu

  • Momin Apney Qabeela Me Bher Bakri Se Zayada Haqeer Samjha Jaye Ga
  • Mehrabe'n Sajai Jaen Gi or Dil Veran Ho'n Gey.

Ref: Kinz-ul Aamal

The Major Signs of Qayamat (Ki Nishania) in Urdu 1

  • Begano Se Talluq Jora Jaye Ga or Yagan'o Se Tora Jaye Ga.
  • Har Qabily Ki Qayadat Is K Munafiqo'n K Haat Me Hogi or Hr Bazar Ki Qayadat Is K Badkaro'n K Hath Me.

The Major Signs of Qayamat (Ki Nishania) in Urdu 2

  • Dunya K Verano K Aabad Or Abadaio'n Ko Veran Kia Jaye Ga
  • Ganey Bajaney Ka Samaan Aam Hoga or Sharab Noshi Ka Dor Dorah Hoga.

The Major Signs of Qayamat (Ki Nishania) in Urdu 3

Major Small Signs of Qayamat

Here in blow there are small signs of qayamat (the final day of judgement)

  • Soorte'n Badal Jana.
  • Pathar Barsna Vagera deger elamat zahir hongi or is tarha pe dr pe aye'n gi jistarha dhaga toot k tasbih k daney girtey hen. mukhtasir ye k achy k kaam uthty jayen gy or bury kaamo or gunaho ki kasrat hoti jaye gi.
  • Nasari Tamaam Mulko'n pr chah jaen gy.
  • Muslmano Me bari hl chl mach jaye gi or ghabra k Hazrat Imam Mehdi (R.A) ki talash me Madina Munawara me aye gey or Hazrat Imam Mehdi Makka chaley jaen gy.
  • Darinddy Janwar aadmi se kaalaam karen gy.


The Major Signs of Qayamat (Ki Nishania) in Urdu 4

  • Masjido'n me log shor karen gy.
  • Fasiq log qoum k sardar hon gy aer Razeel log qoum k zamin hongy.
  • Badi k khof se shareer admi ki tazeem ki jaye gi.
  • Bajey elania hongy, ganey bajaney or nach rang ki zyadti hogi.
  • Ummat k pichlay log pehly buzrgo'n pe laanat kren gy.
  • Surkh Aandhi.
  • Zalzaley
  • Zameen me dhansna.

The Major Signs of Qayamat (Ki Nishania) in Urdu 5

  • Barey barey kam na ehlon k superd hongy, be-ilam or km aqal log peshwa ban jayen gy, km darja k log bari bari unchi emarte'n banae'n gy.
  • Sardar log maal-e-ghanimat ko apna hissa samjhen gy.
  • Emanat me khayanat barh jaye gi.
  • Zakawt deny ko jurmana samjhen gy,
  • Log apney Maa, Baap ki nafarmani karen gy or in pe sakhtia'n kren gy.
  • Mard, Aurat ka farma bardar or Maa, Bap ka Na-Farman hoga or Dost ko nazdiq or Baap ko door karey ga.

The Major Signs of Qayamat (Ki Nishania) in Urdu 6

  • Musalman or Nassara me Sulah Hogi, Phir Nassara Ghadari Karen Gy. (Ye Elamat Aainda Honey Wali Hain).
  • Elam uth jaye ga, Jehal (Jahalat) barh jaye ga.
  • Zana or Sharab Khori Ki Kasrat Hogi.
  • Aurten Zyada or Mard Km Hongey.
  • Jhoot Bolna Kasrat Se Hoga.
  • Log Musibato'n Ki Waja Se Mout Ki Arzo Karen Gy.

The Major Signs of Qayamat (Ki Nishania) in Urdu 7

Ye vo elamat hain jo Hazoor (S.A.W) k wasal mubarik se ley kar Imam Mehdi (A.S) k zahoor tak zahir hongi or ye bohat zyada hen in me se kuch mukhtasir ye hen:
Hazoor (S.A.W) ka is daar-e-fani se parda farmana.
Bait-ul-Muqaddas ka Fatha Hona.
Aik Aam Waba ka hona. (Ye do nishanian Hazrat Umer R.A k dor me pori hui)
Maal ka zyada hona
Aik fitna jo arab k ghar ghar me dakhil hoga.

Reference: Kitab-ul-Eman S-40

The Major Signs of Qayamat (Ki Nishania) in Urdu 8

Video of The Major Signs of Qayamat (The Final Day of Judgement)

No comments

Powered by Blogger.